Top Best Android Photo Editor Apps In Hindi, Dosto keep article me aapko Top Best Photo Editor Apps in Hindi jiske madat se aap apne photos ko professional tarike se edit kar sako. Photo Editing Karne ka Shauk aajkal har ek android user ko hain, khaskar 'Selfie Lover' Kyuki yeh aapki photo ko ek anokha andaaz deti hai or aapka time b pass ho jata hai, Aise me maine bhi apna kafi time Photo editing me hi Spend kia hai, or me abhi bhi Photo Editing ka Shauk rakhta hun, Is Article me main aapko
Top Best Android Photo Editor Apps List Batane ja rha hu jo Photo Editing Karne me Aapki madad karenge.
|
top 5 best free photo editor app |
To chaliye bina kuch bole jante hai Top Best Android Photo Editor Apps List in Hindi. Yaha is article me apko 5 android app ke bare me bataunga jo Indian Famous photo editing apps hai.
Top Best Android Photo Editor Apps List
PicsArt Photo Studio -
|
PicsArt- Photo Studio |
Is app ka istemal me kaafi salo se karta aa rha hu Kyuki isme Photo editing karne ke lie aapko har ek Feature mil jaaega or Yeh app kuch hat ke bhi hain, Sabhi apps ki tarah isme bhi Aapko kamaal ke Features milte hai Jaise Effects, Stickers, Overlays, Crops, Add Photo, Smart Text, Red Eyes, Frames, College, Borders etc Kul mila ke mere kehnea matlab Yeh hai ki Yeh Android ka Best Photo Editing app hai.
Download Prisma -
|
Prisma Photo Editor |
Dosto, Prisma ek new photo editor app hai jo kuch din pehle hi launch hua android market place me. or me pehle Prisma App ke bare me ek post likh chuka hu agar aap miss kya hai toh yaha click karke pad sakte hai. Prisma app ko pehle ios me launch gya tha us time se ye dhire dhire bahat upar ja rahe hai uske kuch din bad hi android me launch kar dya. But ye app Top Best Android Photo Editor apps me se no.1 me kyu hai? apke man me ye saba jarur ata hoga to chaliye iska reasom bata ta hu.
Download
Befunky Photo Editors -
|
Befunky Photo Editors |
Is app ko bhi Playstore par Best Ratings Mili hai, Jisse is app ko mene Top 5 me rakha hai, Agar aap bas ek Simple Editing karte hai Jaise Effects, Frames, Stickers etc to yeh app sabse best hai kyuki isme Effects Borders etc Sab best hai Jo Actually sabhi ko pasand aate hai, Aap asaani se apni photo ko ek Greate look me Convert kar paenge or woh bhi is app ki madad se, To Mujhe lagta hai aapko Yeh app try karna chahiye
Download
Photo Editor Pro -
|
Photo Editor Pro |
Is app ko bhi Playstore par kamaal ki Ratings mili hai Jiski wajah se Yeh Second number par Rank karta hai, Or Kare bhi Kyu na Iske Features bhi kamaal ke hai, Isme aapko Filters, Colors, Effects ka Huge Collection milta hai jiski madad se aap apni Photo ko ek naya Andazz de sakte hai, Iske sath sath isme kai or Amazing Features hai Example : Color temperature, Color Splash, Focus (Tilt Shift) etc Iske sath Sath isse aap apni College ki pics ko bhi Frame me Convert karke Unhe edit kar sakte hai.
Download Autodesk Pixlr -
Agar aap ek Acche editor hai to main aapko yeh app ki Suggestion dunga, mene jabse Android ka Istemaal karna Start kia hai Tabse main is app ko use karta aa rha hu isme kafi Amazing Features hai jo shayad aapko bahut pasand Aaenge, Jaise Frames, Stickers, Effects, Texts, etc Iske sath sath aapko isme kuch bahut hi amazing feature milte hai Jaise Red Eye Removal, White Theet tool, Aapko zaroor is app ko Try karna chahiye yeh sach me best tool hai
Download
To dosto ye the "Top 5 Free photo editor" photo editor zaroor pasand hai agar pasand hai to please is post ko share Kijiye aur agar koi pareshani hai to comment box Mein comment kar sakte hain :)
0 Comments